QUOTES ON #LOST

#lost quotes

Trending | Latest

Lost
Everything and self.

-


7 HOURS AGO

ज़िंदगी के तन्हा सफर में,
कुछ नज़र नही आता है....!
जैसे रातें कटती है मेरी, वैसे ही दिन गुजर जाता है....!!

-


10 HOURS AGO

_: Jane-an-Jane :_

Kon humare ajnabi or kinko hum ha jante?
Ye ankhein mere ha jo dekho mujhko na pehchante !

saksh kon ha samne?,kya ayna kharab ha?
Mar chuki awaz ha? ,ya khamoshi jabab ha !

Lakho sapne, apne mere,sadgi jo pas tha
Badalo sa ud saku, wo zindagi talash tha ।

Sahi, galat me kya farak ,ye jan ke bhi na dara
Sawar ne chala tha,par,khud se hi main lar para !

Waqt ka ye chal,mano duniya hi bikhar gaya
Jitna to chaha , dekho khel ye bhi har gaya !

Girke bhi main muskuraya, jane kitne bar ha
Khud likha kahani apna ,firbhi gunhegaar main !

Samay ka hi usool ha, ye waqt badal jayega
Raste jo mud gaye, wo laut ke na ayega ।

Badalte dekha asman, na dekha piche mudke bhi
Sawal ha dimag me, kya bojh hu main khudpe hi?

Ubhar utha hu firse main,jakhm abhibi bhari ha
Chot ye bhi jane diya, aur bhi zimmedari ha ।

Akelepan se darta tha, ab akela rehta hu
Batein bohot karta tha, ab na utna kehta hu ।

Shor sa jo tha main pehle, shant ek awaz hu
Pehle kaisa tha main?, shayad khudpe bhi ye raaz hu !

Na janke main logoko , ae kash waqt mujhe deta
Talash pe tha zindagi ka, khudko hi main kho baitha ।।

-


12 HOURS AGO

A promise untold, my heart found its hold
Thee lost I was, lost in shadows, where darkness held away.
Thine I wandered alone, making your love known
After beyond the stars, we’ll find,
Through ages long, our love did grow,
Together forever.

-



लोग पहाड़ों पर घुमने आते हैं
मैं जीने आऊंगा......

-


23 APR AT 22:38

وہ دِل ہے جو مُجھ میں ہر روز دھڑکتا ہے

-


23 APR AT 1:30

rishton ki fees chuka na paaye
jhootha kirdar phir; nibha na paaye
jal chuki thi; tere jaane se; mere jism ki rooh iss kadar
jal chuki thi; tere jaane se; mere jism ki rooh iss kadar
raakh ho gaye hum bhi;
shamshaan me kisi ke jalane se pehle

-


22 APR AT 23:18

Neither want to live ,
Nor want to die,
Stuck in the middle,
In this sea of life...

-


22 APR AT 18:58


सियाह और सफ़ेद रंग के बीच कहीं गुम हो गया रंग सुरमई
जिंदगी मझधार में कुछ ऐसी उलझी कि दिखा ना किनारा कोई।

दिल के एहसास। रेखा खन्ना

-


22 APR AT 18:17

Tum meri aisi kahani ho jo mai kabhi suna he na pau
Bata bhi na pau aur likh bhi na pau
Dil nai barta kitna bhi dekhu tujhe tu samne ho toh fir ankhein tujse mila na pau.
Dil e naadan jaane ye kya kar baitha
Na pata tu milega na he pata ki kho du kabi.

-