Untold Neuron   (Zaeemkhan)
51 Followers · 45 Following

Joined 30 October 2018


Joined 30 October 2018
24 JAN AT 1:10

Kuch Ladayein Ladne Zaruri Hote Hain Koi Saath Hu Yah Naah Hu, Agar Naah Ladien Toh Sb Kuch Gawah Baithenge.

-


15 SEP 2021 AT 10:12

Musafir bhi hoo aur safar ke arizoo bhi nhi karte hu,
Yeh kis baat seh itna gafil hu aey dost ke
ba-hunar hokey be-hunar baithe hu ...

-


2 FEB 2021 AT 23:25

Logh Discipline, Standard, Class bla kya kya kehte hain
Humein toh bas itna maloom hain ki hum
iss zamane main bina mukhote ke chalte hain.

-


2 DEC 2020 AT 18:04

Justice doesn't come with equality
Equality comes with Justice.

-


19 OCT 2020 AT 11:26

Agar Akhri Umeed Bhi Toot Jayege Tab Bhi Hum Sambhal Jayenge
Kyunki Wakif Hain Hum Zamane Seh ki Waqt Aane Peh Toh Apne Bhi Badal Jayenge.

-


12 SEP 2020 AT 15:15

Bebasi Ki Nigah Seh Dekhoge Halat Toh
Sara Shehar Jal Raha Hain
Aur
Yaqeen o Asbat Seh Dekhoge Toh Sara
Shehar Roshni Seh Chamak Raha Hain.

-


4 SEP 2020 AT 17:20

Yeh Aag lagna Zaroori thee
Kyunki abhi shehar main kuch makaan jalne baki they.

-


26 AUG 2020 AT 18:06

Jalake Mazloomo ke Ghar Kabhi Khush naah hona Zalim
Aksar Jalte Ghar Shehar Jala Dete Hain.

-


2 AUG 2020 AT 19:58

Waqt ki Saajishien hain Waqt hee bataya'ga
Kahei'n Zakham de dega toh kahey Marham
laga dega.

There are conspiracies of time, only time will tell
Somewhere it will give wounds and somewhere it
will heal wounds.

-


16 JUN 2020 AT 14:19

Ek kiran ke tara abhi sambhlan thaa main
Baarishon seh joh guzara toot kar bhikar gaya main,
Par Aye khuda tera shukriya ki zindagi ke har ek rang seh dhanak ki tara sawara main.

-


Fetching Untold Neuron Quotes