Kahan se laaun un beetin lamho ko vapas.... Jb tum meri or main tumhara hua krta tha..... Aaj bhi wo yaadein dil ki deewaro ko kuredti hai.... Jane kahan gaye wo din Jb dil ko dil se rahein dikhti thi.... Aaj wqt badal gya Mano sb badal gya ho.... Tum bhi wahin ho Or main bhi wahin.... Bs frk sirf itna hai Aaj na hak tum pr mera hai.... Na wqt mera hai Aur na tum mere ho....