Tumhe pata bhi nahi hoga issiliye bata deta hu,
Tumhari tasveer dekhkar akshar muskura deta hu,
Apni copy ke aakhri paane me naam likh rakha hai maine tumhara,
Jab panna palatta hu to usse aur jada saza deta hu,
Koi dekh na le Issiliye ghar pahuchte hi panne ko far kar hata deta hu.
-