Mai akela hi khaafi hu
Safar m jane k liye
Mai kisika intezaar kyu karu?
Toh maine aapna bag pack kr liya
Aur nikal pade wadiyo m ghumne
Bungee jumping, paragliding akela krne m alag hi mazza hai
Aapne kahani ko poori krne k liye
Koe lead actor ko kyu dhundu mai?
Jabki mai hi hero bann skte hu
Date pe jane k liye kisi ladke ki jarurat nhi hai mujhe
Kyu na kabhi khud k sth mila jaye Akelapan aur virgin mojito ka mazza khud k sth liya jaye
Khud ko poora krne k liye
Kya Mrs lgana aur surname ko change krna jaroori hai
Kyu na khud ka business start krke kuch innovative kiya jaye
Kuch jimadare aapne aur kuch doosro ka liya jaye
Toh mai akela hi khafi hu
Khud k liye
-