Ye dastoor-e-zamana badal dena chahiyeKoshishon ko bhi nateejon sa tawajjo mile -
Ye dastoor-e-zamana badal dena chahiyeKoshishon ko bhi nateejon sa tawajjo mile
-
Kya hi karein koi jab daulat ibaadat ban jaayeGurbat makkari aur shauhrat sharafat ban jaayeDusaron se nahi khud se hi hue hai pareshaanKya dawa iski jab mohabbat nafarat ban jaaye -
Kya hi karein koi jab daulat ibaadat ban jaayeGurbat makkari aur shauhrat sharafat ban jaayeDusaron se nahi khud se hi hue hai pareshaanKya dawa iski jab mohabbat nafarat ban jaaye
Na jaane kyaa ab khud mein dhundhta huSukoon-e-jahaan khud mein dhundhta hu Aaya hu duniya mein vajd ki talaash meinHar taraf dekha ab khud mein dhundhta huNa dailat mein hai na hai shauhrat meinSab kama ke dekha ab khud mein dhundhta huNa sharafat mein milta hai na insaaniyat meinSab kar ke dekha ab khud mein dhundhta hu -
Na jaane kyaa ab khud mein dhundhta huSukoon-e-jahaan khud mein dhundhta hu Aaya hu duniya mein vajd ki talaash meinHar taraf dekha ab khud mein dhundhta huNa dailat mein hai na hai shauhrat meinSab kama ke dekha ab khud mein dhundhta huNa sharafat mein milta hai na insaaniyat meinSab kar ke dekha ab khud mein dhundhta hu
Raah-e-hayaat par bas ye ek hi usool rakha kijiyeZamane ke liye uljhane khud ke liye sukoon rakha kijiyeWaqt guzarta hai jaise ret fisalti hai hathon seKuch haasil ho karna to uska junoon rakha kijiye -
Raah-e-hayaat par bas ye ek hi usool rakha kijiyeZamane ke liye uljhane khud ke liye sukoon rakha kijiyeWaqt guzarta hai jaise ret fisalti hai hathon seKuch haasil ho karna to uska junoon rakha kijiye
Manzil karib aate hi daudna chhod dete hainHum bade hote hi padhna chhod dete hainKuch to bhool karte hai hum jo dost nhi banteKyun talluq ache hote hi milna chhod dete hainApni fitrat se badnaam koi kyun karein aitbaar Fateh mil jaate hi sach bolna chhod dete hain -
Manzil karib aate hi daudna chhod dete hainHum bade hote hi padhna chhod dete hainKuch to bhool karte hai hum jo dost nhi banteKyun talluq ache hote hi milna chhod dete hainApni fitrat se badnaam koi kyun karein aitbaar Fateh mil jaate hi sach bolna chhod dete hain
Dil ko kaha aaraam aayega jab shab-e-gham ki baat hogiYun hi haal-e-dil bayaan hoga aur phir yun hi raat hogiHar baat ko kal par taalte aaye ho tum har martaba Do din baad qayamat ka din hai phir nhi mulaqaat hogi -
Dil ko kaha aaraam aayega jab shab-e-gham ki baat hogiYun hi haal-e-dil bayaan hoga aur phir yun hi raat hogiHar baat ko kal par taalte aaye ho tum har martaba Do din baad qayamat ka din hai phir nhi mulaqaat hogi
Charcha meri jeet ka sar-e-aam raat chaleinParvaaz meri dekh ke aasmaan saath chaleinAsar meri baaton ka ab kuch aisa bhi hoJab main chaloon to karwaan saath chalein -
Charcha meri jeet ka sar-e-aam raat chaleinParvaaz meri dekh ke aasmaan saath chaleinAsar meri baaton ka ab kuch aisa bhi hoJab main chaloon to karwaan saath chalein
Fikr hain tumhari ye har baar kyun jatana padta haiLaazmee hai ishq tumse ye bhi batana padta haiNaaraz ho jaati ho zara si baat par tum baar baarRiwaaz-e-zamane ke khatir tumhe satana padta haiSalamat hai ishq tumhara mere dil mein yun hameshaHar baar tumhe ye yakeen kyun dilaana padta haiHumare rishte ke hum dono hi hai nakhudaEk rooth jaaye to dusre ko use manana padta haiZubaan par har waqt naam tera ho ye nhi jarooriBure waqt mein ek dusre ka sath nibhana padta hai -
Fikr hain tumhari ye har baar kyun jatana padta haiLaazmee hai ishq tumse ye bhi batana padta haiNaaraz ho jaati ho zara si baat par tum baar baarRiwaaz-e-zamane ke khatir tumhe satana padta haiSalamat hai ishq tumhara mere dil mein yun hameshaHar baar tumhe ye yakeen kyun dilaana padta haiHumare rishte ke hum dono hi hai nakhudaEk rooth jaaye to dusre ko use manana padta haiZubaan par har waqt naam tera ho ye nhi jarooriBure waqt mein ek dusre ka sath nibhana padta hai
Mujh ko ro dena ab kuch acha sa lagta haiDard ko paani bana kar acha sa lagta haiHaalat kharab hai kuch aur der hai ye raatSubah ko yaad karta hu to acha sa lagta haiShayad nhi hu main kaabil ab iss shohrat keKoshish karta hu banane ki to acha sa lagta haiYakeen ho to nazaarein badalte der nhi lagtiYun khud ko tasalli dena acha sa lagta haiSafar-e-zindagi ke anjaam ki fikr ab kyun hoTu hum-safar hai soch kar acha sa lagta hai -
Mujh ko ro dena ab kuch acha sa lagta haiDard ko paani bana kar acha sa lagta haiHaalat kharab hai kuch aur der hai ye raatSubah ko yaad karta hu to acha sa lagta haiShayad nhi hu main kaabil ab iss shohrat keKoshish karta hu banane ki to acha sa lagta haiYakeen ho to nazaarein badalte der nhi lagtiYun khud ko tasalli dena acha sa lagta haiSafar-e-zindagi ke anjaam ki fikr ab kyun hoTu hum-safar hai soch kar acha sa lagta hai
Kabhi kabhi khamoshi se ikraar kiya jata haiHumare yaha bin kahe hi pyaar kiya jata hai -
Kabhi kabhi khamoshi se ikraar kiya jata haiHumare yaha bin kahe hi pyaar kiya jata hai