Itna chahakar bhi main tumko paa nahi sakta...
Aur mera iye imtehaan main kisiko samjha nahi sakta...
Mera dil bhi isi baat pe marta hain,
Aisi kya mohabbat hain jo jata nahi sakta..
Har roz aab isi shikast ke saath jeeta hoon,
Ki mera iye dil hain,
Jiski aakhon mein wo ta'asrur rota hain!
Jo ho chuka hain kya wo us haqiqat mein rota hain,
Iya phir jo ho na saka, wo ho jaye..
Usi ummed mein jeeta hain..
Mera dil ka iyehi bachpana hain, ki wo phirbhi puchta hain;
Kyun itna chahakar bhi main tumko paa nahi sakta...
Aur mera iye imtehaan main kisiko samjha nahi sakta...
-