Kuchh kisso ko adhura chhod dena hi achha hota hai,
Bina kahe bina sune bas yuhi ,
Un kahaniyo ko jo puri na ho sake,
Wo aaraju jo mukkamal na ho sake,
Bas wahi tak hota hai unka Safar,
Mukkamal na sahi par kahani hai,
Adhuri hi sahi par meri hai ,
Kisi afasane ki tarah khamosh !!
-