Shameem khan  
275 Followers · 12 Following

read more
Joined 6 November 2019


read more
Joined 6 November 2019
27 APR AT 12:35

Odh kar khaak pe kuch aab o hawa firta hun
Yah jo main zard ilaqon me hara firta hun
Log sunte hi nahi talte rahte hain mujhe
Wah nahi hun jo yahan par bana firta hun
Ek manzar hai Jo chimta h meri aankhon se
Ek hairat hai ki main jis se lga firta hun

#copied

-


11 NOV 2023 AT 12:59

Masla asl beemari ka hai jo ummat ko khokla kar rahi hai is beemari ke aarzi manzar agar ek taraf chhip jate hain to dusri taraf Zahir ho jate hain aur apne mazhabi ikhtekafaat ke bawjood tamam dushman Islam ummat par toot pade hain
Usi tarah jaise Muhammad pbuh ne bataya...qareeb hai tum par deegar qaume aise toot padengi jaise khane wala thaliyon par toot padta h jaise charo taraf se aaj toot pade hain khane ki cheez samajh kar jiska na koi nigraan aur bachane wala nahi ..

Nabi Sallallahu ne asl jad ki taraf rahnumayi kar di h is liye ye bilkul theek nahi ki ham beemari ke ilaaz ke liye aarzi cheezon me uljhe rahen aur asl beemari ko bhul jayen idhar udhar jakhmo par marham lagate rahen aur dusri taraf naye zakhm tayyar kar diye jate taki ham zakhmon par marham lagane me uljhe rahen aur ummat asl beemari ka ilaaz bhul jati h aur yun ye mamla din ba din badhta jayega
Isliye sahi yhi h ki ham asl jad ki taraf tawajjo den aur us asl ki pehchan ki taraf dekhen jo Muslims hone ke nate deeni tawajjo ka markaz hai..

Bahaisiyat ummat agar hamne usko pura kar diya to haqeeqi taur par ham Deen ke madadgaar hongey aur fir Allah hamen apni madad se mahroom ni rakhega ...

-


11 NOV 2023 AT 12:27

Is waqt gaaza me jo kuch ho raha wah na to Insani donation ka issue hai aur na hi happiness aur prosperity ka issue hai balki ye clearly aqeede ka issue hai jiska ta'alluk yaqeeni taur par Deen se h
Ye koi aisa issue nahi jiske liye Muslims se pahle kuffar jazbat me aajayen kyunki agar zahri jazbaat se agar puri ruae zameen bhar di jaye to bhi kuch fayda ni aur na hi desired Destination tak pahuchne ka koi sahi zariya hai aur wajah bilkul Zahir hai samne dikh bhi Raha hai,ek broad vision rakhne wale liye kuch bhi chhipa hua nahi hai aur wo ye ki us maqsad (purpose) ko pane ka ye koi sharyi tareeka nahi

Ji haan ye koi aarzi issue nahi jiske sabab donation aur saman collect Kiya jaye use ek aarzi dard ka maddawa to kah sakte hain magar isse asl beemari ka jad se khatam nahi Kiya ja sakta hai aur sharyi umoor ka ilaaz bhi is tarah nahi Kiya ja sakta hai

Ji haan isse asl issue ka ilaaz kabhi nahi ho sakta hai dusman e Islam ke shazishon ke bawzood ham asl issue ko kabhi bhul ni sakte hain is liye ye bilkul theek ni ki asl beemari ke ilaaz karna use jad se khatm karna bhul jayen aur aarzi cheezon se iska ilaaz dhundhen to ye baar baar Yun hi hota rahega ........... continue

-


11 NOV 2023 AT 9:26

Continue........... Agar tum antijews ko kisi aisi jagah pao jahan par koi dusra na dekh sake aur use qatl karne par qadir ho to qatl kar do kyunki tum uske khoon ke zariye yahuwa ka taqarrub hasil karoge

Yahuwa yahudiyon ka mabood hai jise yahudiyon ne khud bana rakha hai jise unhone zalim, fasik,badkar,sakht dil aur shararat pasand bataya hai wah zameen par isiliye utarta hai taki wo logon ko maar sake unhone apne is mabood aur ambiya ke darmiyan dushmani dikha rakhi hai is ke alawa hasad aur dushmani ke ausaaf apne is manghadant mabood ke ta'alluk se unhone likh rakha h jise wo pujte hai jiski parastis karte hai aur unka Rab wo nahi hai jise ham mante hain aur jiski ham ibadat karte hain hamara Rab puri duniya ka malik wah akela tanha yakta aur beniyaaz hai uski koi mishal ni uska koi sajhi nahi aur na hi uska koi hamsafar hai

Uski mishl koi cheej ni wahi sab kuch sunne aur dekhne wala h (Ash-Shuraa:11)

-


11 NOV 2023 AT 9:09

Kayiyon ke zahen me ye cheez chalti ki yahud se ladayi aqeedat ki ladayi nahi hai balki ye zameen hasil karne ke liye hai jisko ham se chheen liya gya hai aur jin par zulm kiya gya ye Hasan Bana ki kahawat jaisa jo kahta hai ki

Yahudiyon se hamari ladayi deeni ni h isliye Qur'an Kareem me unse dosti aur miljulkar rahne ko kaha gya hai

Hasan Bana ke is qaul ko Akhwani Mahmood Abdul Haleem ne apni kitab me naqal karte huye kahte hain ki,

Allah ki Kasam mujhe ni malum ki unhone ye baat kahan se paida kar li ?
Aur Allah ne kis jagah par yahudiyon se dosti karne aur un se mil julkar rahne par ubhara hai ?
Kya ye wahi Quraan hai jisko prophet Muhammad pbuh par utara gya ?
Jiske Andar Allah farmata hai..

Yaqeenan aap imaan walon ka sabse jyada dushman yahudiyon aur mushriqon ko payenge.. (Al Mai'dah 82)
Halanki yahudi apne bachhon ko Bachpan se hi sikhate hain ki unki aur Muslims ki ladayi aqeede aur Deen ki ladayi hai agar unki kitabon ko dekhenge to jari ladayi ki jhalak aapko dekhne ko milegi

Yahudiyon ke nazdeek antijews ka qatl karna rab ke qareeb hona yahudiyon ke hisab se har wo shakhs antijews hai jo yahudi na ho unki kitabon me wajah taur par likha hai ki...... continue

-


9 NOV 2023 AT 21:25

Gorilla Jung khandakon ki ladayi me aurton budhon bachon ko har baar khatre me dala aur hazaro logon ki janen gyi aur yahood aisi qaum hai jo kisi bhi rules ka lihaaz nahi karti aur har bar nateeza yhi nikalta hai ki mazahmatkaron ke hathon unka koi aadmi ya aurat maar diya jata ya makaan daha diye jate aur inhin mazahmatkaron ki wajah se Palestinians ko bhari nuksaan uthana padta aur har baar yhi hota kyunki ek mazboot fauz ke samne ye ladayi chhedkar wahan ki Muslims ka nuksaan karwate jisse logon ki janen jati aur jameen kabza kar liya jata aur result sirf nuksaan ka kuch ni aata aur baad me yhi hota ek yahoodi ke khoon ke samne ek badboodar yahudi ke lash ke badle hazaro ba izzat Musalmano ki lashen hoti hain jin me mard aurten bacche budhe sab hote unme koi ladako ni hota unme koi mazahmat karne wala nahi hota yhi ni unki lashon ke sath utne hi jakhmi bhi hote jinme kuch serious condition wale aur kuch halki injuries wale

Kya isi ko badla kahte hain?
Kya isi ko barabari kahte hain?
Kya hamara khoon itna sasta hogya h?
Agar ye sab maloom hai to fir mazahmatkaron se dhoke me kyun hai...??????

-


8 NOV 2023 AT 20:50

Hamari ladayi zameen ki kisi tukde ko lekar ni hai hamari ladayi kisi watan ke liye ni hai bhale watan hamara islami hai jisse muhabbat karna zaruri hai aur us waqt yah muhabbat imaan ka hissah ban jati,isliye ki wah islami watan hai magar wahi apne aap me mahboob ni hai

Kyu ki,

Koi zameen kisi ko muqaddas aur muazzam ni banati balki insaan ko uska aml muqaddas banata hai

-


6 NOV 2023 AT 16:10

!انما الحب دعاء
والدعاء اعمق حب

محبت محض دعا ہے
اور دعا سب سے گہری محبت ہے__♡

Muhabbat mahez duaa hai
Aur duaa sabse gahri muhabbat __ ♡

-


7 OCT 2023 AT 13:36

لقد كنتُ صامتًا، لكنني لم أكُن أعمى
Main khamoosh tha..
Lekin main andha nahi tha ...🙂

-


6 OCT 2023 AT 0:24

Jo pattiyan kheza ke mausam me na gire

wo apne tahniyon ki Nazar me gaddar hain

drakht ke Nazar me wafadaar

aur mausamo ke Nazar me baghi hai...

Har koi halaat ko apne zawiye se dekhta hai...🙃🙂

-


Fetching Shameem khan Quotes