Insan jab andar se toot jata
hai To bahar se khamosh ho jata hai
Bura wahi banta hai Jo
acha bankar toot jata hai
Adab ki bat hoti hai warna
Jo sun sakta hai wo bol bhi sakta hai
Insan talwar se nahi
Taano se mar jata hai
Zaher marne ke liye thoda,
Or jeene ke liye bohat
sara pina padta hai
-