Saniya Khan   (S.khan)
367 Followers · 337 Following

read more
Joined 4 April 2021


read more
Joined 4 April 2021
20 MAY 2023 AT 14:32

Kuch yun mili nazar unse
baaki sab nazar andaaz hogye..😌👀

-


19 MAY 2023 AT 15:24

Acchi soorat ko sawarne ki zarurat kya hai,saadgi mein bhi qayamat ki ada hoti hai🦋😌

-


17 MAR 2022 AT 19:33

I love myself 💕👀

-


16 JAN 2022 AT 21:17

Aaj sochi ki kuch tere siva sochu,
Abhi tak isi soch mai hu ki kya sochu😍

-


13 JAN 2022 AT 21:40

Kitne khushnuma ye jazbaat hain,
Aap paas nhi fir bhi harpal hamare saath hain..!!!

-


13 JAN 2022 AT 21:40

Kitne khushnuma ye jazbaat hain,
Aap paas nhi fir bhi harpal hamare saath hain..!!!

-


5 DEC 2021 AT 14:18

Ek khoobsurat sa rishta kuch yun khatam hogya💯💔
Wo dosti nibhate rahein aur hamein ishq hogya🥀🌺

-


5 DEC 2021 AT 3:33

Somebody define EGO so beautifully...

Bas itni si baat samandar ko khal gyi,
Ek kagaz ki naav mujhpe kaise chalgyi..!! 💔

-


28 NOV 2021 AT 21:29

Badal gya waqt badal gayi baatein,
Kuch nhi badla to wo chai aur teri yaadein...!!!

-


21 NOV 2021 AT 21:39

Aap na apna thoda khyal rakha karein
Maana ye zindagi aapki hai lekin aap jaan to hamari hain..!!!

-


Fetching Saniya Khan Quotes