S.Gouri Patil  
25 Followers · 8 Following

Joined 3 November 2019


Joined 3 November 2019
3 JAN AT 20:50

ನಿನ್ನ ನೀ ಅರಿತು
ಬಾಳುವದನ್ನು ಕಲಿ

ನಿನ್ನ ದಾರಿ, ನಿನ್ನ ಗುರಿ,
ತಲುಪುವ ಸಾಹಸವು
ನಿನ್ನದಾಗಿರಲಿ

ನಿನ್ನ ಕಷ್ಟ ನಿನ್ನ ಸುಖ
ನಿನ್ನ ಗೆಲುವು, ನಿನ್ನ ಸೋಲು
ನಿನಗೆ ಮಾರ್ಗದರ್ಶನವೂ

ಮುನ್ನಡೆ ನೀ ಈ ಪಥದಲ್ಲಿ
ಸರಿಯಾದ ತಿಳುವಳಿಕೆಯಿಂದಲಿ

-


24 JUL 2023 AT 13:55

Khushiyo Se bhar jaye
Har din tumhara
Sab ka pyar aur saath
Milta rahe tumhe hamesha

Pyar karte raho
Aise hi har janvaro se
Anveshan karte raho
Naye jagaho ki

Apni swag se jiyo
zindagi aise hi
Poora karo maa baap
Ka har sapna

Har janam din
Laye nayi khushi
Tumhare liye
Yahi duva hai
Hamari



-


17 JUL 2023 AT 19:38

Jab jo chahe wo
Kar sakhe toh
Jindagi Acchi lagati hai

-


11 JUL 2023 AT 21:27

ಇನ್ನೊಬ್ಬರ ಬಗ್ಗೆ ಅಪಪ್ರಚಾರ
ಇನ್ನೊಬ್ಬ ರನ್ನು ಹೀಯಾಳಿಸುವುದು
ಕದ್ದು ಮಾತನ್ನು ಕೇಳುವುದು, ತಾನೇ ಮಹಾನ್ ಎಂದು ಮೆರೆಯುವುದು, ಕೇಳದೇ ಉಪದೇಶ ನೀಡುವುದು

-


12 JUN 2023 AT 10:01

Jiske bina subah
Hone ki yehasas Nahi
Hoti
Jiske bina subah
Aadhura lagata hai
Jiske bina kaam
Me Dil nahi lagata hai
Jiske bina Din ki
Shuruat nahi hoti hai
Wo hai meri subah ki
Chai.

-


31 MAY 2023 AT 17:45

Na jaane kyu
Khush hai mann
Na jaane kyu
Udane laga hai
Mann
Naa jaane muskura
Rahi hoon main
Aaj alag sa laga
Raha hai duniya
Vajah hai sundar
Prakruti ka
Anubhav le raha hai
Mann.
Vajah hai surili
Sangeet sun ne Ka
Anand
Aur apno se jude
Yaadein

-


30 MAY 2023 AT 23:14

Khushi milti hai
Jab aap kisi ki
Muskurahat ki
vajah ban jaye

Khushi milti hai
Jab meri kavita
kisi ki dil ko
Choo jati hai

Khushi milti hai
Jab meri bhavano
Ko samman milta hai

Khushi milti hai
Jab mere kavita
Ki vajah se kisi
Ki dil bhar jaye

Khushi milti hai
Jab meri kavita
Mujhe jeene ki
Raah dikhaye




-


13 MAY 2023 AT 23:01

ಏನು ಮಾಡಬೇಕೆಂದು ತೋಚದೆ
ಬಸ್ಸನಿಂದ ಕೆಳಗಿಳಿದು
ಎಲ್ಲರನ್ನು ಕೇಳಿದೇನು
ಹೇಗೆ ಕಾಣೆಯಾಯಿತು ಎಂದು
ಅರಿಯದೇ ಪೇಚಾಡಿದೇನು
ಆಗ ಅಲ್ಲಿದ್ದವರು ಹೇಳಿದರು
ತಮ್ಮ ಪಸ೯ಕಳೆದುಕೊಂಡ
ಬಗೆಯನ್ನು
ಆಗ ತಿಳಿಯಿತು ನನ್ನಂತೆ
ಹಲವರು ಈ ಸಮಸ್ಯೆಯನ್ನು
ಎದುರಿಸಿದ್ದಾರೆಂದು
ಮನೆಗೆ ಮರಳಿ ತೆರಳಲು
ಮನಸ್ಸಿರದ ನಾನು
ಅಲ್ಲಿಯೇ ಇದ್ದವರಿಗೆ
ಪೋನಪೇ ಮಾಡಿ ಊರು
ಮುಟ್ಟಲು ಹಣಪಡೆದೇನು
ಊರು ತಲುಪವವರೆಗೆ
ಪಸ೯ನಲ್ಲಿದ್ದ ಎಲ್ಲ ವಸ್ತುಗಳನ್ನು
ನೆನಿಸಿಕೊಂಡೆನು
ನನ್ನ ಬೇಜವಾಬ್ದಾರಿಯ
ಅರಿವಾಯಿತು ಅಮ್ಮನ
ಕಿವಿಮಾತು ಆಗ ನೆನಪಾಯಿತು
ಎಚ್ಚೆತ್ತು ಕೊಂಡೆ ಆಗ
ಇತರರಿಗೂ ಇದರ ಬಗೆಗೆ
ಹೇಳಿ ಜಾಗರೂಕರಾಗಿರಲು ತಿಳಿಸಿದೆ
ಅಮ್ಮನಿಂದ ಬೈಸಿಕೊಂಡೆ
ಹೀಗಿತ್ತು ನನ್ನ ಕಥೆ

-


13 MAY 2023 AT 22:33

Kuch nayasa hai
Ye anubhav
Kuch anokha hai
Ye yehasas
Ab tak apni
Kahani me Dubi thi
Ab naye Kisse
Sun Rahi hoon
Kuch katta
Kuch meeta
Kuch mere jaisa
Kuch andekhi
Phir Se Jee rahi Hoon
Apni kahani bhun
Rahi hoon Inke saath
Jaanana chahati
Hoon unko
Jee kar dekhna
Chahati ye nayi Zindagi ko
Khud ke liye jeena chahati hoon
Aasmana chahati
Hoon khud ko
Is chunoti ko bhi
Jeetana chahati hoon
Zindagi ke har rang ko
Dekhana chahati hoon

-


8 APR 2023 AT 22:11

Kabhi kabhi khoobsurat manzil
kachhe raaste
Se Gujarne ke baad hi
Milte hai

-


Fetching S.Gouri Patil Quotes