Jevan ka sabak ban gae kuch log samay k sath badal gae kuch log Samay samay per pyaar ka izhar karne wale ab inkar kar gae 9 mahine mai log kitna badal gae.
Insaan ki fitrat hi kuch aise hoti hai Jab tak aapki jarurat hai tab tak aap jaruri ho fir ek waqt ata hai jab jarurate badal jati hai aur koi aur jaruri ban jata hai.