Priya Mishra   (Priya Mishra)
100 Followers · 46 Following

read more
Joined 13 April 2021


read more
Joined 13 April 2021
27 DEC 2021 AT 13:02

Dukh tab hota hain na,jab aap ko maloom h ki jissay aap itna" Mehatav" de rhe hain!! Unki Aankhon ka surma koi aur he bana hua hain...

-


29 NOV 2021 AT 23:44

Woh jo tum ab pura he kissi or k hone ko ho, ab mujhe woh thoda sa bhi nahin chahiye

-


28 NOV 2021 AT 13:24

Chehra hansta hain par meri aankhein rotti kyun hain,teri yaadon main ab! meri saansein tootti kyun hain?!

-


27 NOV 2021 AT 23:40

Bewajah bichad toh gaye ho tum! Toh batao sukoon milla ya nahin?

-


25 NOV 2021 AT 23:01

Mere khyalon main tumhara hona ye kya sahi h kya? Tumhara kissi or ki nazaron main ghumna ye sahi h kya? Mera tumsay chup k tumhe dekhna ye kya galat h kya? Tumhara mujhsay door reh k bhi mera he hona ye kya sahi h kya? Jab ye sab kutch sahi or kutch bhi galat nahin hain,toh phir mera sirf tumhare liye rona aur tumhara phir bhi kissi or ka ho jaana ye kya sahi h kya?nahin na!! Toh! Mere khayalon main tumhara hona aaj bhi sahi hain kya??

-


20 NOV 2021 AT 13:53

Tere sath muskurane ka karz utar chuki hoon main,ab ae dard is baar teri baari hain...

-


17 NOV 2021 AT 17:59

Aaj ki shaam main Kutch baat nayi see hain,chand toh wahi hain! Par mera dil kahi or he hain,aaj ki shaam main Kutch baat haan kutch baat alag see he hain...

-


12 NOV 2021 AT 21:59

Khamkha he badnaam hue hum ishq!! main teri jaana,ik Teri berukhi k siwa tune mujhe aur diya he kya hain...

-


9 NOV 2021 AT 20:15

Mere dost toh har jagah jagah pay hain,par!! Harr koi mera dost nahin!.

-


7 NOV 2021 AT 15:08

Zindagi,yaari,chai,sutta..sab kutch ek hadd tak! phir ye ishq behad kyun?!

-


Fetching Priya Mishra Quotes