Prity Pandey   (Prity Pandey)
11 Followers · 14 Following

Joined 21 March 2022


Joined 21 March 2022
10 MAR AT 13:30

Ek sauda tum bhi krlo mujhse
Mai pyar k naam par badal jau
Tum apni jeet samaj kr apna lena mujhey

-


8 FEB AT 21:00


Chahat fikar wafa sadgi
in aadato k sath bhi badi mamuli si dikhne lagi hu
Bewafai ek kala hai us kala k diwane puri duniya hai wafa ki bus umeed hoti hai sath to bewafaai he chalti hai

-


8 FEB AT 20:09





Jis manzil tak mai na pahuchi
Us manzil ka tu rehbar hai
Mai tujhko dekh na pai
Par tujhko meri sari khabar hai

-


7 FEB AT 22:21

Kachde ko maathe par saja lene se wo taj ki sakal nahi le leta
Badbu k siwa kachda kch or nahi dedeta thk usi tarah
Sangat ki paribhaasha aadato se hoti hai
Pal pal me badalne wale sangat Or rishte nuksan k siwa kch or nahi deta

-


22 NOV 2023 AT 22:03

Teri har zarurat ko maine samjha
Tune meri har smaj ko jhutha samjha .
Shikayat nahi chori maine, to ab ilzam sunti hu, mai har bar takleef kisi khass se he chunti hu .

-


8 NOV 2023 AT 21:55

Humdard ki takleef me hum kya doobey hum dard me he reh gye
Unhe pyar se rakh ne ki chahat thi unhone hummey apne paraye ka fark dikha diya....ki ab kya kahen sab dediya or abbhi bahar k he reh gye .ab hum dard me he reh gye

-


8 NOV 2023 AT 21:43

Kisi k chahat par Ehsase mohhabat mangne par majboor krdeti hai par har pal ek ehsaas sath chalti hai( samay or izzat )mangi hui hai

-


7 AUG 2023 AT 20:52


Rang Badalte Logon Ko Main pahchanti
Hun
Chahat Ger Sach Ho Jaaye to main ab Aasman mein jana chahti hun Jahan Na Kisi ke sath Ki Chahat Ho Na Kisi ke sath chhut jaane ka Dar ab Kismat Nahin kimat dekhna chahti Hun Main berang Aasman Ki Duniya Ko ab mahsus karna chahti hun Chahat Agar Puri Ho To Main Khud Ke Liye Jina chahti hun Jahan na Bandish hongi Na Koi Uljhan Badalte Rang Se Ab parhez karna chahti Hun Main Apne Sath Rehna chahti hun

-


5 AUG 2023 AT 23:29

Mohhabat jis bhi rishte se ho uski bhukh or tkleef pehle yaad aati hai lagao agar sachi ho to wo rista thos hojata hai matlabi riste aksar mdf board ki tarah hoti hai upri banawati aakarshit

-


22 JUL 2023 AT 22:12

Ap ki upasthiti kisi k jivan me kitni Mahtpurn hai wo sirf samay he dikha skta hai bolne walo ki boli kafi lambi hoti hai saath nibhane walo k mukaable

-


Fetching Prity Pandey Quotes