Kissi ko itna imaandari se zyaada pyaar na karna ki woh usse tumhari badkirdaari ka takta de de, Par khud ki khudi ko saabit bhi na karna aise shaks par, Jisse imaan aur haraam ka farak hi na pata ho!!!!
Do pal thi woh hasi, Do pal sa saath tha tumhara, Ab jo dil mein yu hai humare basse tum jagah rahegi tumhari hamesha hi wahi kuch pyaari aur kuch bahut khaas si ❤️❤️