Ek viran shehar ka rasta hu mai,Chalte hue kahin kho na jao tum. -
Ek viran shehar ka rasta hu mai,Chalte hue kahin kho na jao tum.
-
Lagta hai meri dua kabool hogayi,Ache haal main dekha hai maine use,Mujhse bichad ne ke baad. -
Lagta hai meri dua kabool hogayi,Ache haal main dekha hai maine use,Mujhse bichad ne ke baad.
Apne dil ko fir se bechain karliya,Nahi dekhna tha piche dekhliya.Wo jana pehchana rasta tha magar,Main ab naye raste banane nikaliya. -
Apne dil ko fir se bechain karliya,Nahi dekhna tha piche dekhliya.Wo jana pehchana rasta tha magar,Main ab naye raste banane nikaliya.
Jab bhi likhta hu jazbat mere,Kagaz ke dher laga deta hu,Itna aasan nahi kalam chalana janabKalam chalti hai toh kagaz phad deta hu. -
Jab bhi likhta hu jazbat mere,Kagaz ke dher laga deta hu,Itna aasan nahi kalam chalana janabKalam chalti hai toh kagaz phad deta hu.
Rehta hun kaid toh rehbar sa hojata hun,Mai azaad hota hun toh kyu gum hojata hun -
Rehta hun kaid toh rehbar sa hojata hun,Mai azaad hota hun toh kyu gum hojata hun
Wapas mere raaste aana chahte ho,Mera ghar wahi hai magar rehta nahi hu,Wapas utni hi mohabbat chahte hoMohabbat wahi hai magar karta nahi hu -
Wapas mere raaste aana chahte ho,Mera ghar wahi hai magar rehta nahi hu,Wapas utni hi mohabbat chahte hoMohabbat wahi hai magar karta nahi hu
Bohot mushkilein hai socho toh sab sawar sakte hai,Khud ko nuksaan pohocha ke kuch sawar nahi sakte hai -
Bohot mushkilein hai socho toh sab sawar sakte hai,Khud ko nuksaan pohocha ke kuch sawar nahi sakte hai
Khuda jo deta hai sahi deta hai,Galat lena insaan ka amal hai. -
Khuda jo deta hai sahi deta hai,Galat lena insaan ka amal hai.
Adhura hone ka ehsaas wohi samajh sakta hai,Jo tumhe pura karne ke liye janma ho. -
Adhura hone ka ehsaas wohi samajh sakta hai,Jo tumhe pura karne ke liye janma ho.
Mere dil ko mohabbat ki garmi lagi hai,Pighal ke aansu banraha hai dil mera. -
Mere dil ko mohabbat ki garmi lagi hai,Pighal ke aansu banraha hai dil mera.