Nishi Bhatnagarr   (Nishi Bhatnagarr)
671 Followers · 416 Following

read more
Joined 16 February 2021


read more
Joined 16 February 2021
13 HOURS AGO

Jo Log kehte hai Hum Na Kabhi Bhoolte Hai, Yeh Wohi Log Hai Jo Auro mein Humko Dhoondte Hain।

-


13 HOURS AGO

Mujhse Nafrat Karne Walo, Zara Itni Nafrat Karo Mujhse ki Meri Maut ki Khabar sunkar tumhare Mooh Se Waah Nikle.

-


15 HOURS AGO

Ab Hum Ashq Na Bahayenge Mere Khuda, Wafaa ke Badle Ab Wafaa Hi Payenge Mere Khuda, Fitrat To Insaan Ki Hai Agar Dard Dene Ki Har Manzil Pe Nyay to Aap hi Kar jayenge Mere Khuda

-


23 HOURS AGO

Kabhi Anjaane To Kabhi Bekhyali Mein kabhi Berukhi Dikhaayi To Maaf Kar Dena, Jaante the Kya Maayane the Humhare Tumhari Zindagi Mein, Phir Bhi Kya Bekhyaal Hogaye To Maaf Kar Dena, Humne Kabhi Tumhare Upar Kisi Aur Ko Anjaane mein Rakhha ho to Maaf Kar Dena, Kabhi Tumhari Nazaro Mein Tumhe Ishq Kum Jataya Ho to Maaf kardena. Ab Hum Tumhari Marzi se Hi Sab Karne Ki Chahat Rakhte Hain. Tumhe Aur Sirf Tumhe hi Zindagi mein Apna Zyada Keemat Dete Hai. Ab Chalo Beete Dino ki
Gila Shikwa
Nahi Dhoteey Hai,
Iss Baat ko Dil se
Maaf kar dena

-


2 MAY AT 16:04

Various ups and downs.
A tale of love and sorrow,
a story of success and failure.

-


2 MAY AT 13:33

Aane Do. Kehte Ho baatein Karne Do,
Tum Khud Ko Mujse Raabta ki Izzaazt de do, Mana Haq Le Liya Tumne Mujhse Khud Ka Mere Jeene Ki To Mujhe Izaazat De do।

-


2 MAY AT 13:26

Khamoshi Se Teri Bahaun Mein So Jaane De, Dard Bahut Se Iss Seene Khud Ko Uski Dawa Banne De. Zamaana Kaafi Hai Dard Dene Ke Liye;Tu Mujhko Tere Sukoon ki Wajah Banne De.

-


2 MAY AT 0:43

Woh aaye meri kabr guldasta lekar, phir wapas lekar chal diye, socha kya barbad karun, mehbooba ke baalon mein lagaakar khush hogaye

-


1 MAY AT 20:33

Kya Tum Humko Insaan Bhi Nahi Samjhte Ho, Dete Ho Waqt Aur Tawazzo kisi Aur Ko aur Hum Tumhara Har Haal Mein Saath Dein Aisi Umeed Rakhte Ho. Humne Har Haal mein wafadari se Rishta Nibhaya Hai, phir khud hi khudgarzi karke Humko Khatghare mein khada karte ho

-


1 MAY AT 18:03

Khamosh Itne Hue ki
Shabd Bhi Khaamosh
Ho Gaye......

-


Fetching Nishi Bhatnagarr Quotes