Me: Yar tujhe pata hai wo mujse bot pyar karti hai mere bina reh nahi sakti, uske lie mei uski puri duniya hoonπ
Dost: tu ese kese kehsakta hai ?
Me: arey wo mere lie status daalti hai, dp lagati hai... in kuch saalonme usne mujhe kya kuch nahi diya gussa, ego, sharte, ilzaam, dhoka, akelapan haa in sab me bus saath dena bhulgae itna to chalta hai na yar ... itna pyar kon karta hai bhala kisise ke sab kuch yad rahe siwaye pyar ke...π
-