Muskan Singh   (Muskan Singh)
1.8k Followers · 3 Following

read more
Joined 3 December 2019


read more
Joined 3 December 2019
12 MAR AT 18:54

एक अधूरी आरजू हैं जो कही अलसायी सी सोयी हैं।
लाख ढूंढो रोशनी में ना जाने कहा दुब्की हुई सी खोई हैं।
एक अधूरी आरजू हैं जो कही अलसायी सी सोयी हैं।
व्यस्थता की होड़ में कभी उसकी झलकियों सी दिखती हैं,
एकांकी के पलो में छुप कर झनकियो से मुझे एकटक देखा करती हैं।
थोड़ी उम्मीद से थोड़ी हिम्मत से,
वो आरजू मुझे उसे चुनने को कहती हैं,
फिर ना जाने खुद ही धीरे से फिर लौटने को मुड़ती हैं।
ये उसकी सूझबूझ हैं, या वो खुद ही मेरी विवशता पढ़ लेती हैं।
गुलज़ार के मौसम में,
चिनार, गुलमोहर की डालो पर अनगिनत उम्मीद्नुमा पत्ते और फूल शाखो से लटकते हैं।
उसी मौसम की गुनगुनी दुपहरिया में,
मुझे खुदसे मिलने की तलब हो उठती हैं।
फिर ना जाने कितने मनोहार करने पर वो आरजू जो मुझे खुदसे मिलाती हैं, दबे पाव मेरे पास आकर बैठती हैं।
और हर उस कुनमुनी दुपहरिया से लेकर शीतल शाम तक, उस गुलमोहर के गिरते फूलो के बीच वो आरजू मुझसे आकर मिलती रहती हैं।
फिर वक्त की मसरूफियत और उसके तंजिया व्यवहार से, वो धीरे धीरे फिर दुबकने लगती हैं,
थोड़ी डरी सी थोड़ी सहमी सी वो फिर दुबक कर छुपती हैं।
और फिर से पुकारे जाने की उम्मीद में वो आरजू फिर उस अलसायी सी नींद में खोती हैं।
वो आरजू मेरी सबसे अपनी होकर भी गुमनामी में जीती हैं।
वो गुमनाम आरजू मुझमे ही निश्छल सी होकर बसती हैं।

-


8 MAR AT 19:56

Ek pal mein sab badal jaata hai,
Aane wale kal ki umeede, khwaab, ehsaas sab.
Ek pal kafi hota hai,
Jevan ki gati ko badalne ke liye,
Ankhon mein basi khushi ke gao ko pal bhar mein aur kai arse keliye viraan krne mein,
Awaz aur hasi mein base khanak ko maun karne mein,
Woh ek pal,
Ya toh umeedo se bhare khwabo ke us kal tak , ek arse ka intezar lekar aata hai,
Ya sare umeedo ko khtm karke jata hai.

-


20 JAN AT 12:01

Being hopeful is a choice yet a necessity to move on .

-


7 JAN AT 15:59


I hope you realise this before its time for things to end.

-


2 JUL 2023 AT 19:02

Jaruri nahi zameein ko aasman mil jae,
Zaruri nahi jisse tum chaho, woh bhi tumhe chahe,
Zaruri nahi ki ek ladka aur ek ladki sirf dost bankr hi reh jae,
Zaruri nahi ki har adhoori cheez adhoori hi reh jae,

Zaroori hain, toh bas khud mein hosla bharna,
Zaruri hain naumeedi mn bhi umeed ke chatano par chadna,
Zaroori hai roothe ko manana,
Zaroori hai ki agar khud roothe ho, toh phir maan jana,
Zaroori hai apne dil ki sari baat sachi us ek shaks ko batana,
Zaroori hai chuppi ko rishton ka ghronda todne se bachana.

Par jaise Zaroori hai ki har raat din se mile,
Aur har din raat mein dhale,
Jaise zaroori hai us rishte ka tootna,
Jo dosti se zyada, aur pyar se kuch kam ho kar reh jae,
Jo kate sa chubkr zhakhm ko nasar karta jae,
Jaroori nhi hota na ki jisse tum sache maan se chaho woh bhi tumhe waise hi chahe,
Badle mein jisse tum apna sab mano, woh tumhe bas vikalp man kr reh jae,

Par Jaise zaroori hai surya ka parijaat se raat ko.milna,
Jaise zaroori hai rohini se milkr poornima mein chaand ka khilna,

Issi umeed mn kya mai bhi panch kadam chaldu,
Usse dur jo mera tha hi nhi,
Issi umeed mein ki jo mera hai woh bhi panch kadam chal raha hoga,
Mujh tak,aur is bar bas mujh tak.

-


8 JUN 2023 AT 11:09


Mera ishq har dairon se, har bandhano se aazad hai,
Mera ishq,
Harsingar ke phoolon sa paak hain.

(Read the full poem in description)

-


6 APR 2023 AT 13:13

The greatest strength of all is hope and faith.

-


31 MAR 2023 AT 15:54

Maan ke saleti panno mein,
Aksar kuch likhti rehti hun,
Kuch anokhe, kuch khushal,
Toh kuch ansuo se bhare palon ko sanjhoti rehti hun,
Kisi ankahe ehsaas ko ya bar bar dohrae kisso ko,
Yadon mein piro kar rakhti hu,
Jane pehchane chehro ko,
Jo bichaad gaye kisi roz kahi,
Unhe dil mein basae rakhti hun,
Kuch bhaari toh kuch akele pal mein,
Inhi yadon ko dohra kar dil khol kar muskuraya karti hun,
Kuch toh baat hai mere yaron mein chipi,
Jo Lakhon anjane chehro mein bhi,
Un apno ko hi,
Main harwaqt dhundhti rehti hun.

-


15 MAR 2023 AT 19:44

रूह के परतो में सीलन सी जमी हैं,
लगता हैं भावनाओं की टंकी फिर से चूने लगी हैं।

-


4 MAR 2023 AT 1:26

They say, giving up is for the cowards, brave is the one who fights,
But may be I am not brave enough,
So I choose to relinquish the urge to fight.

-


Fetching Muskan Singh Quotes