Mohit Varu   (@13_Saanjh)
53 Followers · 29 Following

Joined 18 August 2017


Joined 18 August 2017
10 APR 2021 AT 11:23

जलती आग पर मेरा काबू ,
तेरा बुझना हटा देता है

सांझ तन्हा चांद को,
सारी बाते बता देता है

है सीने मे दर्द कई,
मगर वो ज़्यादा चुबता है

जब वो मेरे सोते ही,
अपना हाथ हटा देता है

-


16 FEB 2021 AT 1:40

घरवालों की नजरो में,
चौकीदार चले जाता है,
जब घंटी सुनते ही सांझ,
दरवाज़े पे चले जाता है

वो बस कुंडी खोलते हुए,
उसकी उमीद रखता है,
उम्मीद कायम रहती है,
बस इंसान चले जाता है

लाल लिबाज़ में सोचते है,
मै उसका साथी लगता हूं,
मोहब्बत की रेल गुजरते ही,
झंडा लाल चले जाता है

इश्क़ और आशिक़ी मे,
कोई डूबने की नहीं सोचता,
ये किस जहाज में चढ़कर,
शायर चले जाता है

कलाकारी साहब रेह जाती है,
कलाकार तो चले जाता है

-


31 JAN 2021 AT 23:02

Maut bhi jaana,
Kitna darti hai mujhse,
Kabhi kareeb aa gayi,
Toh mai dar jaunga

Shauk se joh itna mai,
Guzata hu zindagi,
Kabhi khud guzar jaunga,
Tab bhi ghabraunga ?

Mai umra bhar jaana,
Tera_Saanjh kehlaunga

Tumhe maa se milane ki,
Kabhi koshish nahi karta
Kabhi khuda se milne par,
Tera naam bataunga

Yun toh mere saaye meh,
Har koi baith jaata hai,
Kabhi mujhe puchne par,
Kiska aaram bataunga ?

Mai umra bhar jaana,
Tera_Saanjh kehlaunga

-


19 JAN 2021 AT 0:34

Padosi kehte hai aapke bete, kaafi kamane lage hai
Papa jaante hai raaste meh, kaise zamane lage hai

Haal puchne keh kar, gharme daakhil hote hai
Aakar apne baccho ki, tankhwah batane lage hai

Abhi toh hume rishton ki, deeware theek krni hai,
Woh sochte hai hum apna, ghar sajane lage hai

Jo aate hai maksad se, mere saath ek jaam pine
Hum uss wakht apne liye, chai banane lage hai

लगता है, हम भी अब, बड़े होने लगे है

-


13 JAN 2021 AT 15:39

ना मेरे कोई दोस्त बचे,
ना करीब अब तुम रही

खुशियां तुम्हारी महफूज़ हुई,
मेरी मुस्कान ही कहीं गुम रही

तुम जो मुझसे रूठ गई

मेरे हाथ से जब भी लहू बहे,
क्या तुम उस वक्त हो टूट रही

मेरे होट कितने है जल रहे,
रकीब को तुम हो चूम रही

तुम जो मुझसे रूठ गई

-


13 DEC 2020 AT 19:19

Log kehte hai Saanjh kaafi,
Takleef meh hai

Jaagta hi rehta har,
Mehfil meh hai

Laata nahi sath apne,
Kabhi neend ki goliya

Chaand ko kehta nasha,
Chaandni meh hai

Bolo usse koi woh,
Aashiqi meh hai

-


18 OCT 2020 AT 0:33

Waise toh adhura hona
Koi badi baat nahi hai
Us kamzarf ke liye rona
Bas sahi baat nahi hai

Adhure pan ko samajhna
Ye koshish hi galat hai
Kaatil se dawa maangna
Koi sahi baat nahi hai

Teri baato meh
Ab meri baat nahi hai

Mai roz karta hu koshish
Teri tasveer le kar sone ki
Bheege takiye keh dete hai
Saanjh ki dekho raat nahi hai

Jiss kabristan ki rakhwali kar,
Sannate se ishq kiya
Rishte chodo, waha toh ab
Yaadon ki bhi raakh nahi hai

Teri baato meh
Ab meri baat nahi hai

-


17 OCT 2020 AT 1:12

मै हूं यहां की नहीं,
क्या तुम्हे खबर है ?

मै खुदका भी होता नहीं,
क्या तुम्हे फिकर है ?

मुझे देख कर जब तुमने,
मेरे दोस्त को डाली थी चिट्ठी

डाकिया पढ़ते ही, है लापता
क्या तुम्हे खबर है ।

तेरा_सांझ भी तो है खफा,
क्या तुम्हे फिकर है ।

-


10 OCT 2020 AT 11:25

Woh mil kar bhi kabhi mere,
haalat nahi puchta

Jism chuta hai magar
Jazbaat nahi puchta

Itna kamzarf hai ki,
Deri se bhi aata hai

Raat puchta hai,
Mulakaat nahi puchta

वो इश्क की बात केहता है,
हमसे एक बार नहीं पूछता !

Na jaane kyu har baat,
usse ho kar guzarti hai,
Musafir darta hai safar se,
Raahigiro ki awaz nahi puchta

Ab kaise kahe,
Kyu itna gussa chada hai
Kambakht, aakho meh dekhta hai,
Magar koi raaz nahi puchta

वो इश्क करने केहता है,
हमसे एक बार नहीं पूछता !

-


7 OCT 2020 AT 1:28

Tere Wakht se pehle ghav bharne,
Saari kaynat hazir hoti hai

Meri aakhein na jaane tab
Kiske liye royi hoti hai

Ab bachi nahi koi aarzu meri
Tumhe kuch sunane ki

Mehfilo meh saanjh ki toh
Yuhi tareefen hoti hai

Maana har nazmo meh meri,
Sirf teri baate hoti hai

-


Fetching Mohit Varu Quotes