mohi singh ┬а (Mohi)
165 Followers ┬╖ 21 Following

Writing the truth from heart
Joined 15 June 2019


Writing the truth from heart
Joined 15 June 2019
20 SEP 2022 AT 18:35

Khudse behtar hone ke liye khudke bahano se aange aana padta hai kudhse kiya waada nibhana padta hai aur khudhko harana padta hai taaki tum khudse jeet sako!!!

-


17 SEP 2022 AT 23:03

Itna asaan nhi hota na vishwaas krna par asaan hota hai khudpar yakeen krna!!!

-


15 SEP 2022 AT 11:01

Itna asaan hota apne sapno ko pana to har baar koi koshish krke nhi chodta lekin koshish jee bhar ke ki bhi nahi aur haar manlo to tum apne tam se to ye galat hai apne karam agni ko feekha padne do tum to ye galat hai
Apne aapko dhud pana aur bana bana itna asaan hota to tum bheed se alag hi kyu hote tum auro ki tarah nhi ho isliye ye paath bhi tumara hai ye manzil hhi tumari hai aur iss tak jaane ke karam bhi kabhi kabhi hume khud manzil ban jana padta hai apne lakshya ko poore krne ki talash me itna asaan hota to harkoi kar raha hota

-


15 SEP 2022 AT 10:27

Apni raah khud banana hai kyuki hame apni manzil tak khud jana hai

-


14 SEP 2022 AT 23:13

Muskurane ke liye bas 2 baate kaafi hai!!!

-


13 SEP 2022 AT 18:41

Jab khudki khoj me nikal hi Gaye ho to baaki jeevan ki khoj poori ho hi jaayegi

-


13 SEP 2022 AT 18:39

May be i have yet not found myself
In the harmless wounds of mind and soul
Lingering in the body
But soon figure out for what iam here to be????

-


12 SEP 2022 AT 9:59

Muskurane ki wajah bhi tumare pass hai aur rone ki bhi aab chunlo kya chunte ho tum

-


12 SEP 2022 AT 9:54

Small things keep more weight in life than bigger things that are big lies

-


12 SEP 2022 AT 9:43

Keep walking until you catch your smile encrypted just in your heart ЁЯТЦ

-


Fetching mohi singh Quotes