Zindagi uljha di itni ke aaj rasta koi dikhta nahi.....khada hua dekhta hun kabhi piche mudke to kabhi aage.... Par rasta koi milta nahi......
Ander ek toofan hai par zahir kaise karun......uska apna samna tak kaise karun.....Akela hai bas ye pal isme na jaane kya hi karun....
Sab bikhra lagta isse kaise sametun.... itna toofan hai par zahir kaise karun....
-