Life Zindagi ka rath ma lagaam bhoot hain Apno ka apno pr ilzaam bhoot hain Ya Khwahish ka daur sunta hu to ruk sa jaata hu Aisa lagta hain ki umar kam hain Lakin imtihaan bhoot hain
Happy independence day Nasha tiranga tumhare aan ka hain Nasha maatrabhoomi ki shaan ka hain Hum lairahaaiga har jagahe ya tiranga Kyoki ya nasha hindustan ki shaan ka hain
Zindagi Hamare zindagi ma kuch ajanabi logo ka aana bhi bhoot jaruri hota hain Inme se kuch humein aazmayenge Kuch hume seekhayenge kuch tumhara acha hona ka istemaal karenge or kuch humein jeena ka sahe matlab bataayenge
Zindagi Aankhon ma paani rakho hontho pr chinagaari rakho agar zinda rahena hoto tarkeeba bhoot hain is duniya ma Rahaa se badh kar kuch nahe is duniya ma manzila rasto ma khud awaaj date hain bss safar zaari rakho
Zindagi Na manzil ne saath diya Na raasto ne intezaar kiya Aai zindagi kya likhu mai apne baare ma Maina jinse bhi umeed lagaai Mara saath to usne majak kiya
Zindagi Hamare Zindagi bhi ak tasveer or taqdeer ki tarahe hai Fark dono ma bss itna hain ki Agar ya mancahe rango se bane to tasveer bna date hai or Yahi ya anjane rango se bane to taqdeer bna date hai
Zindagi Bade ajeeb hai ya zindagi ka raste na jaane Anjaane mood pr kuch log apne ban jaate Hai vo milne ki khushi de na de magar Bichadne ka gum pure zindagi jaroor de jaate hai