Kabhi kabhi Kuch na kahna uska bahut Kuch kah jata hai,
Us lamhe me hamari Umeed ko na-ummeed kar jata hai ,
Kuch kah rahi thi Shayad mai magar wo sunana nahi chahta,
Har aqsh se bs Kuch khawab mitana chahta tha wo,
Dil ke dard na sahi magar hamari tasalli ke liye ek jhoot to bol jata wo,
Magar Kuch vusul uske rok lete hai use ,
Bs usi ke khatir Shayad fer ek baar dil tod jata hai wo
-