Dr. Ashraful Islam   (@AIMshayari)
101 Followers 0 Following

read more
Joined 7 September 2020


read more
Joined 7 September 2020
27 JUL 2022 AT 21:06

agar man kare toh rok lena,
Main ruth jaw toh mana lena,
Marne se pahele kadar kar lena,
Main tumhe yaad aw toh hawaaon ko ehassas kar lena,
Is janam main nahi mil paiya toh usjanam main rukhlena.

-


25 JUL 2022 AT 19:03

Pasand or pyaar kiya hain pata nahi,
Marne k bad kaha jagah hogi pata nahi,
Jitna bhi dur ho mujhmein tujhe hi dekte hu kew pata nahi,
Tere gussa mere liye mukkamal kew
pata nahi,
Lekin ak baat tere jab jarurat hogi
bula lena lakho main tujhe hi chunungi kew pata nahi.

-


23 JUL 2022 AT 16:35

Kuch bhi nehi de toh sharaab toh de,
Tumhe bula nahi sakta toh tumhai
bhulne ki dawa toh de,
Na saath mera dena jawab toh de.

-


7 JUN 2022 AT 14:07

Jaise mera dil mere kaabu main nehi rahethe,
Waise tera dil pathar ban jane main waqt nahi lagte.

-


11 MAY 2022 AT 13:31

Pasand or pyaar kiya hain pata nahi,
Marne k bad kaha jagah hogi pata nahi,
Jitna bhi dur ho mujhmein tujhe hi
dekte hu kew pata nahi,
Tere gussa mere liye mukkamal kew pata nahi,
Lekin ak baat sirf tujhse hi pyaar kew hai pata nahi.

-


29 APR 2022 AT 16:11

A barish bhi ajib hai na jab ata hai
sabko bechain kar jata hai,
Or jab tu ata hai mere jene ki wajah
ban jata hai.

-


24 APR 2022 AT 12:35

Ab woh mujhse baat karna chhod diya,
Hamse shikayaten karna chhod diya,
Ab uska sahar main koi or aa giya,
Hamse zayada pyaar karna aa giya,
Isliye ham uske intezaar karna e chhod diya.

-


22 APR 2022 AT 20:43

Is sardi ki mausam main mili thi,
Agg pe hat rak ke donone kasami khai thi,
Jamin par sar jhukakar ibadat ki thi,
Lekin Ishq ki aakhiri tauffa ankho ka asu hi mili thi.

-


19 APR 2022 AT 12:44

Teri dard ko hame bhi janna hai,
Teri badan ki khusbu hame bhi ehsaas karna hai,
Teri us lafjon ki barish mujhe bhi bega deti hai,
Lekin teri dil to kise or k liye darakta hai, Or mera sal barbaad ho gaye tujhe hamaare banane main.

-


15 APR 2022 AT 14:11

Ab ji nahi lagta tumhaare bina,
Kya tum a bhi aisa lagta hain hamare bina.

-


Fetching Dr. Ashraful Islam Quotes