Ye tere Ishq me humne kya Kiya mohabbat le kar neend ka sauda kar liya,ye khoobsurat gunaah humne fir kar liya. -
Ye tere Ishq me humne kya Kiya mohabbat le kar neend ka sauda kar liya,ye khoobsurat gunaah humne fir kar liya.
-
Kabhi Dil kare to yaad kar lena mujhe, tumhara foolo sa din mahak jayga Kabhi gunguna lena mujhe bhi tumhara din bhi gazal ban jayega. -
Kabhi Dil kare to yaad kar lena mujhe, tumhara foolo sa din mahak jayga Kabhi gunguna lena mujhe bhi tumhara din bhi gazal ban jayega.
Na jaane kyun ye sannata achha lagta hai, akele me tujhse guftagu karna achha lagta hai jo na kah sake kisi se,vo tujhse kahna achha lagta hai. -
Na jaane kyun ye sannata achha lagta hai, akele me tujhse guftagu karna achha lagta hai jo na kah sake kisi se,vo tujhse kahna achha lagta hai.
Kam nahi hai jahan me pyar ye zindagi,per pyar ki vastaviktaa ko barkarar rakh sake vo dam nahi hai ye zindagi. -
Kam nahi hai jahan me pyar ye zindagi,per pyar ki vastaviktaa ko barkarar rakh sake vo dam nahi hai ye zindagi.
Zindagi gujar rahi hai ahista ahista, kuch paigam Suna rahi ahista ahista har waqt Tera saath aur bhi khubsurat Hota jata hai ahista ahista. -
Zindagi gujar rahi hai ahista ahista, kuch paigam Suna rahi ahista ahista har waqt Tera saath aur bhi khubsurat Hota jata hai ahista ahista.