Jo hameshaa barastaa rehta hai,
wo esa badaal hota hai !
Aur nah jaane kitne diye zakhmo se ghayal hota hai
Ab shayar ko kya smjhana , wo toh pagal hota hai
Puarni yaadon ke khandaroo me
Taj Mahal si Baton me magan rehtaa hai
Ab shayar ko kya smjhana , wo toh pagal hota hai
-