PALESTINE🇵🇸:" Duniya dekhti rahi Mera tamasha Mein imarat se mitti ka dher ban gya. Phir bhi gira na mein us kadar jis kadar zamana gir gya , Mein gir kar ban gya Shaheed , Or tu mujhe girta dekh bagairat ban gya !
Me Manta Hu Waba Ke Din Hain Magar Yeh Din Bhi Khuda ke Din Hain . Dilo Se Mayousiya Nikalo Jara Sa Aage Shifa Ke Din Hai , Guzar Gayi Umar Gaflato Me Yahi Toh Khuda se Wafa ke Din Hai.