Ammar Danish  
29 Followers · 20 Following

read more
Joined 9 March 2018


read more
Joined 9 March 2018
5 AUG 2023 AT 20:10

Humne gujar di samay
Dosro ke khwahishein pura karne mein
Ke humme apne khwahishon bhi yaad nahi

-


11 MAY 2023 AT 16:11

Faasle badhte hai toh
Galat fehmiyaam hoti hai

Phir acha sochon tab bhi bura hota hai
Lekin galat fehmiyaam kahan humesa rehti hai

-


2 MAY 2023 AT 17:53

Na tu bani hai udas rehne ke liye
Na jazta hai udasi tere chere mein

Maano maine jee liya saadiyan
Bas dekh kar teri ek pal ki muskurahat chere mein

Khilte hue fool ki tarah lagti ho
Qayamat aa jaata hai jab tum hasti ho

-


1 MAY 2023 AT 19:58

Khushi aur dard bhi mausam ki tarah hai
Aj garmi toh kal bahar hai

Mat maayush hona tum
Kyun ki har viraan ke baad..
Zindagi abaad hai

-


29 APR 2023 AT 22:50

Maine koi kaam anjaam dekh ke kiya nahi
Maine usse chaha ;Uske liye tadpa
Wo har baar mera nahi

Shayad mera muqaddar hai yahi
Yeh ishq khatam hoga... na kabhie


-


27 APR 2023 AT 17:37

Kisine usse chand kaha
Kisine usse sitara
Lekin chand mei bhi daag hai
Sitare bhi dhoop mei chup jaate hai


Mujhe dikhta hai uske chehre mein noor
Mere leye woh hai ek hoor

-


21 MAR 2023 AT 0:39

Baithe baithe mere dil mei yeh khayal aaya
Ban ke rahun main tera saaya

Main khush rahun tujhe khush dekh ke
Khuda ke taraf se yahi paigam aaya

-


14 MAR 2023 AT 1:25

Aise bhi maarna hai ek din
Kyun na tumpe maare hum!!!

-


10 MAR 2023 AT 21:59

Ke jisse mohabbat ho
Usko har waqt dekhna jaruri nahi

Ke chehra toh mere aankhon ke saamne rehta hai
Kyun ki woh dil mei rehti hai kahin

-


4 MAR 2023 AT 0:03

Usne mujhe kuch sikhaya
Wahi kar ke maine phir btaya

Kuch lamhe beet gaye...
Kuch naye log mile gaye

Ab wo kehti hai tumhare harqat bacho jaise...
Ab main bhulon teri sikhae baatein kaise

Wo naye log bhi karte wahin ...
Jo tumne mujhe sikhaya tha mujhe kahin..

Maine jeevan mei khaya hun maat...
Kyun ki yahi hai samay samay ki baat

-Ammar Danish





-


Fetching Ammar Danish Quotes