Jo kabhi hissa hua krte thee
Ab hissa bnte nazar aate hai,
Kabhi baatein zada thi aur wakt
Kam padh jata tha, aaj wakt ke wakt
Hai aur baat kya karun iss soch me
Pura din nikal jata hai
Aaj khamoshiyan dono aur hai.
Dabe Aawaz hai aur dur hone ki gunj
Charo aur hai,aaj sawal yeh nhi ki
kya Kami thi us ristey me bs kehte hai na Yeh wakt wakt ke baat hai kal tak unhe, Tbazo dete rhe,ab apne khwabo ko dene ki hme keher hai.......
-