Bahout din baad ek safar kiya,
Bahout din baad ek ishq kiya.
Bhul jate hai sab ek umar ke baad,
Toh kya hua meine yeah hi gunah kiya.
Khuli kitaab ki kahani sab padh sakte the,
Toh kya hua mei sirf an-padh nikala.
Intazaar karke woh laut gai,
Bus isi-martaba mei der se kyu paucha.
Ichao ke bavandar ko shaant kar,
Khudki ulzano me mai laut chala
Tamnao se bhare uss sadhuk ko liye,
Vaps uthne ki umeed mein, mai chal pada
Toh kya hua meri Raftaar tohdi dheeme hai,
Mai hun jara khudaar aur meri khusi isi me hai
Ha yahi safar hai mera yahi imtehaan hai,
Toh kya ab meri yehi phechaan hai
Bahout din baad ek safar kiya,
Bahout din baad ek ishq kiya.
-