Jo main na hoti reet si,
kya tab bhi thaam lete tum?
Jo main na rakhti aapne dil ko khulli keetab si,
kya tab bhi bina kuch kahe sub padh lete tum?
Jo main na hoti khayab si,
kya tab bhi haar pal yaad kar lete tum?
Jo main na hoti geet si,
kya tab bhi baand ankho se goon-goona lete tum?
Jo main na hoti gulab si,
kya tab bhi kissi kahani k panno k beech sahej lete tum?
Jo main na hoti mujh jessi,
kya tab bhi aakhe meech baaho mai bhar lete tum?
-