Aditi Dwivedi   (aditi dwivedi)
5 Followers 0 Following

Joined 6 March 2020


Joined 6 March 2020
7 MAR 2023 AT 2:01

Kabhi ek qabra si khamoshi,
To kabhi bazaar sa shor hai.

Kuch tujhe paas dekhne ki tamanna hai,
To kuch mera dil hi mujhse door hai.

-


30 SEP 2022 AT 19:40

Use haarna pasand nahi tha,
Mujhe use haarte hue dekhna.

In dono baaton me farq Aditi aaj samajh aaya.

-


18 AUG 2022 AT 7:52

Whatever unplanned happening in your life is planned by God.

I just realized it today!

-


29 JUN 2022 AT 1:00

Either get the world or have your world in just one person.
The worst thing is that it is unsure that you can have them together.

-


28 JUN 2022 AT 15:19

Teri yaad me har raat or poori zindagi beeta sakti hun,
Waaqif tu nahi hai abhi meri rooh or iraadon se.

-


28 JUN 2022 AT 2:42

Kisiko tu or koi tumhe bhi milega,
Main na mangungi kisi or ko, jo tu mere jehen me hi rahega,
Mumkin hua kabhi to milenge phir aage,
Tum meri shayari sun na, main teri zindagi sunungi.

-


14 JUN 2022 AT 2:35

Har din mujhe bus har raat ka intezaar rehta hai,
Kab khamoshi hogi or hum khwaabon me milenge.

-


13 JUN 2022 AT 9:42

Pata tha mujhe khudh ka, zamane ka pata tha,
Bus ek na tera aana pata tha or na tera jana pata tha.





-


12 JUN 2022 AT 4:23

Use theherne ka ek bahana na mila,
Or maine to uske naqaab me bhi uski sachaai dhoondhi thi.

-


10 JUN 2022 AT 14:51

Meri bechaini samjhate ho...?

Samajhte ho kya jab dil sochta hai tum yunhi chale gye,
Na koi vjah, na saza, na marz-e-dawa btayi.
Samajhte ho kya ki mera dil tootne ka ehsaas kaisa hota hai,
Ki teri kahi har baat, or yaad se meri aankh bhar aai.
Samjha hota gar jo tumne meri bhi haqiqat ko,
To apne dil ke sath sath meri bechaini bhi samajhte.

-


Fetching Aditi Dwivedi Quotes