Shams ki tarah tu nikalti hai Qamar ki tarah tu chamakti hai Tere charchon ka chaya khumaar sa hai Tere liye gawaya maine ek yaar sa hai Yuhn hi nahi tujhe bhula paunga mai Teri baat se sukoon khud ko kya de paunga mai Har raat ki tarah guzaar jayegi tu Kya phir bhi mujhe yaad aayegi tu