27 MAY 2017 AT 17:28

Wo kisi ka yu zindagi me Aana,Wo Mohabbat hona,wo kuch pal ke liye milna aur unhe ka ho ke reh jana,wo Mohabbat ke baate, wo pyar ke nagme,wo haseen cheera,wo sharbati Aankhay, sab bhut yaad ata hai, bsss ab yaad he to ata hai,bss sirf yaad he to aata hai,koe jakr unse na keh de yeh sab iska he to dr hai, khe wo yeh na samjay ki unko ab tak bhula na paya,Bs hme yhe to dr rehta hai, magar haqeeqatan wo bhut yaad ata hai....

- Tasadak Chowdhary