Tumhara pyaar hi ibadat hai meri muhabbat ka.....!!!!
Kash tum samajh pate.....
Tumhara tassavur hi meri muhabbat ka aagaz hai...!!!!
Kash tum samajh pate.....
Jinda to hu per aisa lagta hai jaise saans meri per dhadkan tumhari...
Meri zindagi tumhare bina adhoori hai..Jaise phool khushboo k bina,suraj roshni k bina, tare aasmaan k bina yaa yun kaho....!!!!
ye dil tumhare bin dhadkna bhool chuka hai....!!!!
kash tum samajh pate.....
-