wo sath ho yaa nahi, Zindagi to katni hai
farak itna hai sath ho to asan hogi warna thodi mushkil,
par safar pe kisi ke liye rukna ye mumkin nahi,
pyaar karo par itna bhi nahi ki sapno ko bhul jao,
yanha kya haqiqat hai aur kya fareeb ye koi janta nahi,
andhera bahut hai par thund lenge manjil yahi vishwas hai,
dekho kitni hansi ye duniya hai jab khud mein aitbar hai
-