Humra milna itfak tha ,
Par,
Bhichadna namanjur sa tha ,
Tu subh ke sooraj sa tha, me anderi raat si ,
Par,
Humri milne ki daastan bhi kya kamal ki thi,
lafzo me kaha bayaan thi ,
humra bhichadna mumkin na tha ,
Par,
Aab issa kadar bhichade hai ki,
khudse milna bhi meherum sa hogya ,
Aab Issa milne bhichadne ke silsile me ,
Mene paya hai khudko aur tu kahi kho sa gya.
Kash ye dastaan adhuri na hoti ,
kash me tujhse dur hi na hoti ,
Kash...............
@gunjankapoour_
-