Na jaanay kyon har ehsaas ki kashish,
Tumharay dar ki dastak dhoondti hain,
Na jaanay kyon mousam ki berehmi bi,
Tumhari hi saazish ka asar laghy hain.
Aisa nhi k sheher main zalimoon ki kami hn koie ,
Phir b na jaanay kyon zulm ki har aawaz say,
Tumhari hi aahat aayain hain ...
-