23 FEB 2017 AT 2:46

Kasmkash ki zindagi ji rahi Hun main.
Raat k sapno mein hawaaon si udti Hun...
Din k ujaalon mein jameen pe aa girti Hun main. 
Ek mukkadar hai ki Jo kabhi saath nahi deta...
Aur ye hausla hai ki kabhi haar nahi maanta.
Ye kaisi kasmkash hai...?
Zindagi mujhe ji rahi hai.
Ya.. zindagi ji rahi Hun main....!!

-