26 MAY 2017 AT 16:38

Dekh apni umar k bacho ko uski aankein huyi nam..
Tha ek sawal man me kya h wo kisi s kam...

Hota kya h maa baap ka pyaar ye use nahi tha pata..
Use ye jivan mila kya isme thi uski koi khata..

- 🐼