Woh chehra mann mei aise bass gaya hai ki
Dekhe bina neend nai khulti
Woh awaz dil ke itne kareeb aa gai hai ki
Sune bina dil nahi dhadakti
Woh hath pakadna chor de to
Zindagi ke safar mei chali nahi jaati
Wahi hai pyaar tera
Wahi hai mohabbat teri
Kya pata kal ho na ho,to
Apni mohabbat ki izhaar kar do aaj hi
- Twinkle