Aashish Kumar  
346 Followers · 85 Following

read more
Joined 29 January 2017


read more
Joined 29 January 2017
20 AUG 2020 AT 3:39

बेपरवाह निकल गए थे रास्ते पर
अपनी मंजिल की तलाश में
कुछ अपने भी थे साथ में उन रास्तों पर
शायद मंजिल पा लिया है मैंने
या भटक गया हूं ईन रास्तों में
अब भी याद आती है अपनो की कभी कभी
शायद अब उनकी याद धुंधली ही सही मगर आती है अभी भी
पिछले कुछ दिनों से कुछ अजीब सा लगने लगा है
मन फिर उन्हीं रास्तों पर लौटने का ज़िद करने लगा है।

-


22 APR 2020 AT 13:37

Life is an uncertain road
We often try to predict where it leads
Only to find that it takes us somewhere else
There are many times where we face challenges that's seemingly impossible to overcome but then once we tackle them head-on we are able to summon the strength to break through.
Life's end comes to all of us eventually there is nothing wrong striving for excellence but with only limited-time on this earth. It is also important that we spend as much as time we can with the few who makes life worthwhile.

-


21 APR 2020 AT 14:58

The journey of life can be crippling
It can beat us down and turn us into worst version of ourselves
But along the way we meet people who change us for better
People who are loyal who stand by us no matter what
If fortune favours you and you find such a person hold on to them bcoz what you may have found is a bond that transcends lifetime.

-


5 NOV 2019 AT 22:14

Bewajah hi jagte hai nind se ruswai karke
Jo wajah mil jaye to nind se ishq karle

-


29 OCT 2019 AT 21:49

Zindagi ke is safar mein musafir ban ke reh gaye
Na manzil milti hai aur na hi raste khatm hote hai

-


30 SEP 2019 AT 0:08

Subah ki talash mein raat gujar deta hoon
Raat ki talash mein din gujar deta hoon
Khud se khud ke bare mein baat karta hoon
Main khud ko khud ke andar hi talash karta hoon

-


12 MAY 2019 AT 0:20

Meri Maa

Main Jeevan ki aapa dhapi mein
Daudta jata waqt ke sath
Main jab thak kar ghar aaun
Pyar se mera sar sehlana meri maa

Main man mein Apne bojh liye
Zimedariyan sar pe roj liye
Khud Ko Hara jab paunga
To mujhe Sambhal Lena meri maa

Main raah na Tay kar paun
Kabhi Manjil se bhatak Jaun
Jab aaun lekar andhiyara
Mujhe nahi raah dikhana meri maa

Bahar ki roti Bassi hai
Bahar ka Pani saaf nahi
Bhukh pyaas liye jab aaunga
To mujhe Apne hathon se khilana meri maa

Jab Jeevan berang sa ho jaye
Ek rang andar Kahi kho sa jaye
Adhure khawab liye jab aaunga
To jivan mein naye rang bharna meri maa

Main yauvan ke naye kirdar mein hoon
Kuch naye naye akaar mein hoon
Kabhi tut kar jo bhikhar Jaun
To mujhe phir se jod Dena meri maa

Main jab jab zindagi ki pareshaniyon
se haar kaar usko koshun
Tab tab mujhe jeena sikha Dena meri maa

-


22 JAN 2019 AT 22:38

Hamare Hissse Ki Ik Zindagi Aaj Bhi Gujaar Raha Hoon Main

Meri Aankhon Me Tera Intezaar Aur
Meri Yaadon Me Tera Pyaar
Aaj Bhi Sawaar Raha Hu Main

Yu To Koi Nahi Aap Sa Haseen
Isi Kashmakash Me Aapki Tasveer Nihaar Raha Hu Mai.

-


18 JAN 2019 AT 13:50

Some goodbyes are so hard to grasp

(From the pages of my diary)

Read caption

-


17 JAN 2019 AT 21:27

बातें अगर उन लम्हों की हो तो वक़्त आज भी ठहर जाता है,,
याद करके उन लम्हों को दिल फिर बहल जाता है..!!

-


Fetching Aashish Kumar Quotes